Amazon

Brahma Kumaris Murli Manthan 22 June 2020

Brahma Kumaris Murli Manthan 22 June 2020

"मीठे बच्चे - अपनी उन्नति के लिए रोज़ रात को सोने के पहले अपना पोतामेल देखो, चेक करो-हमने सारे दिन में कोई को दु:ख तो नहीं दिया?''

Baba ne aaj kha mithe bache, apna roj ka potamail dekho, roj chart dekho, ki aaj kisi ko dukh toh nahi diya? Aaj ki sthithi kaisi rahi? Din bhar ke baad sham ko sthithi kaisi rahi? Kisi ko sukh diya ki nahi? Aisi aise chart ke points check kar sakte hain.

प्रश्नः-

महान सौभाग्यशाली बच्चों में कौन-सी बहादुरी होगी?

उत्तर:-

जो महान सौभाग्यशाली हैं वह स्त्री-पुरूष साथ में रहते भाई-भाई होकर रहेंगे। स्त्री-पुरूष का भान नहीं होगा। पक्के निश्चय बुद्धि होंगे। महान् सौभाग्यशाली बच्चे झट समझ जाते हैं-हम भी स्टूडेन्ट, यह भी स्टूडेन्ट, भाई-बहन हो गये, लेकिन यह बहादुरी चल तब सकती है जब अपने को आत्मा समझें।

Apne yugal ko dekhte hue nahi dekhe. Pahla path pakka kar le toh kabhi deh abhiman nahi aayega. Hamesha tisre netra se aatma dekhe aur dono hi shiv baba ke santan hai toh dono aatma-aatma bhai bhai ho gaye. Shiv baba brahma dwara hame adopt kiye hai toh ham dono hi brahma ke santan bhai-bahan ho gaye. Dono hi student hai aur shiv baba dwara padhai padh rahe hai. Ham dono hi devi-devta hain. Ham jaisa karam karege waisa hi karam dusre bhi karege. Bhale wo aankh se hame dekhe ya na dekhe, hamare vibration unko pahuch jate hain. Isliye baba hame hamesha bolte hain ki apne chalan check karo. Aap jaisa karege dusre bhi waisa hi karege aur aapko follow karege. Kal BK Prem Masand bhai jee ne bahut hi aacha class karaya. Check here:

मधुबन Evening LIVE - 22/6/2020 (We Live As Role Model - Dr Prem Masand)


गीत:-

मुखड़ा देख ले प्राणी.......

Hisab Kitab Chuktu hone ka samay hai na, isliye baba bole ki maya se haar nahi khani hai. Strong banna hai. Maya aati hai tumhari pariksha lene. Kaisi bhi paristhithi aa gaye, thank you baba. hisab kitab chuktu hua. Bade pyar se rahambhaw se hisab clear kar lena hai. 

Halchal me aapka kya role hain? Hamchal me achal rahna hai. Baba ki yaad me. Jab hamara main pan gayab ho jata hain tab baba ka karya shuru hota hain. Nahi toh baba bhi kahte rahte hain karo karo, tum hi karo. Jab ham sab baba par chhod dete hain toh baba aa jate hain hamari help ke liye.

Sabhi aatmao se mafi mang lena hai baba ke saamne, janam janam ke papo ka hisab kitab chuktu.

Always ready with your dress and batch to serve all souls.

Aant samay me hame sab sakshatkar honge ki ham kya banne wale hain. Jaise student ho ye aabhash hota hain ki uska exam kaisa jane wala hain. Uss aant samay me kuch nahi kar payege pachhtane ke alawa. Muh niche ho jayegi, apne aap se nafrat aayegi ki baba kitna bolte hain hame, srimat dete the hamne purushart nahi kiya.

धारणा के लिए मुख्य सार:-

1) सारा दिन मुख से बाबा-बाबा निकलता रहे, कम से कम प्रदर्शनी आदि समझाते समय मुख से हज़ार बार बाबा-बाबा निकले।

2) इन आंखों से सब कुछ देखते हुए, एक बाप की याद हो, आपस में बात करते हुए तीसरे नेत्र द्वारा आत्मा को और आत्मा के बाप को देखने का अभ्यास करना है।

वरदान:-

नीरस वातावरण में खुशी की झलक का अनुभव कराने वाले एवरहैप्पी भव

एवरहैपी अर्थात् सदा खुश रहने का वरदान जिन बच्चों को प्राप्त है वह दुख की लहर उत्पन्न करने वाले वातावरण में, नीरस वातावरण में, अप्राप्ति का अनुभव कराने वाले वातावरण में सदा खुश रहेंगे और अपनी खुशी की झलक से दुख और उदासी के वातावरण को ऐसे परिवर्तन करेंगे जैसे सूर्य अंधकार को परिवर्तन कर देता है। अंधकार के बीच रोशनी करना, अशान्ति के अन्दर शान्ति लाना, नीरस वातावरण में खुशी की झलक लाना इसको कहा जाता है एवरहैप्पी। वर्तमान समय इसी सेवा की आवश्यकता है।

स्लोगन:-

अशरीरी वह है जिसे शरीर की कोई भी आकर्षण अपनी तरफ आकर्षित न करे।

Thank You baba
Mithe baba, pyare baba, mera baba

Check out these contents which has been written in the remembrance of shiv baba

Understanding Alcohol Abuse Addiction Experience: Emotional Effects

No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.