Amazon

Brahma Kumaris Murli Manthan 04-06-2020

Brahma Kumaris Murli Manthan 04-06-2020

Brahma Kumaris Murli Manthan 04-06-2020
"मीठे बच्चे - अभी तुम्हें बेहद की पवित्रता को धारण करना है, बेहद की पवित्रता अर्थात् एक बाप के सिवाए और कोई याद न आये''
अभी तुम्हें बेहद की पवित्रता को धारण करना है, बेहद की पवित्रता अर्थात् एक बाप के सिवाए और कोई याद न आये''
Aaj baba kahte hai mithe bacche, yeh loukik, hadd ke tarike se pavitra rahne se nahi chalega. Isko tum sampuran pavitrata mat samjho. Yeh toh ek part hai sampuran pavitrata ki aur jaane ka. Aaj baba behad ki pavitrata ki baate kar rahe hai. Pavitrata me bhi behad ki pavitrata chahiye. Tumeh behad ki pavitrata ko dharan karna hai. Behad ki pavitrata matlab mansa wacha karma sirf baap hi baap. Baap ke siway koi bhi yaad na aaye. Mera toh shiv baba dusra na koi.

प्रश्नः-

बाप से वर्सा लेने के पहले का पुरूषार्थ और उसके बाद की स्थिति में क्या अन्तर होता है?

उत्तर:-

जब तुम बाप से वर्सा लेते हो तो देह के सब सम्बन्धों को छोड़ एक बाप को याद करने का पुरूषार्थ करते हो और जब वर्सा मिल जाता है तो बाप को ही भूल जाते हो। अभी वर्सा लेना है इसलिए कोई से भी नया संबंध नहीं जोड़ना है। नहीं तो भूलने में मुसीबत होगी। सब कुछ भूल एक को याद करो तो वर्सा मिल जायेगा।

Aaaj baba anter samjha rahe hai ki varsha lene ke pehle jo purusharth aur varsha mil jane ke baad ki sthithi hoti hain usme bahut antar hota hain. Baba kahte hai baccho ko pata hai ki ham baba se 21 janmo ka varsha lene ke baad baap ko yaad nahi karte hai waha pralabhd pate hain. Phir baap ko yad nahi karte hain. Isliye abhi purusharth karte ho aur sab sambandho ko bhul ek baap ko yaad karte ho aur varsha pate ho. 

Isliye aab samay ke value ko janna hain aur koi naya sambandh me nahi phasna hain, jitna phasege utna bhulne me samay chala jayega. Phir saja khana padega. Baba kah rahe hai abhi toh bhulne ka purushart karna hai toh tum kitna naye sambandh me phasoge. Tum deh bhan me aakar hi toh vikar ke vash hokar dukhi hue aur lakshmi me kulakshmi aur devta se asur ban pade ho. Pawan se patit ban pade ho aur geet gaate ho patit pawan sita ram. Isliye aab bhagwan aaye hue hai, 63 janam se bhagwan ko pukar rahe the. Aa gaye hamare bhagwan, parampita, pahchano aur vikar ko tayag tum pavitra bano. Vikari jeevan jeena chhodo. Aur kulakshmi se ab lakshmi bano. Yogi bano pavitra bano. Apne ko aatma samjho. Iss vish wale deh ko bhul jao. Ab pavitra bano aur pavitra jeevan jiyo, pavitra dunia ke mailk bano.

Aaj ki murli me mukhya points

खुद आकर कहते हैं बच्चों-हम पहले तुमको शान्तिधाम ले जाऊंगा। मालिक है ना। शान्तिधाम जाकर फिर आयेंगे सुखधाम में पार्ट बजाने। हम शान्तिधाम जायेंगे तो सब धर्म वाले शान्तिधाम जायेंगे। बुद्धि में यह सारा ड्रामा का चक्र रखना है। हम सब जायेंगे शान्तिधाम फिर हम ही पहले आकर बाप से वर्सा पाते हैं।

यह भी बाप समझाते हैं-अच्छी रीति बाप की याद में रह सर्विस करेंगे तो आगे चल तुमको साक्षात्कार भी होते रहेंगे। तुम कोई की भी भक्ति आदि नहीं करते हो। तुमको बाप सिर्फ पढ़ाते हैं। घर बैठे आपेही साक्षात्कार आदि होते रहते हैं।

Baba kahte hai ki mithe bacche ghadi ghadi aatma ko bhul jate ho, aur deh abhiman me aa jate ho. Deh abhiman me aane se kya hota hai? Bahar walo ko toh koi realization hi nahi hai, tum baccho ko iska realization hone ke baad agar apne ko aatma bhulte hai aur deh bhan me aa jate hai toh bahut bada nuksan ho jata hai. Vikaram vinash nahi hote hai aur phir sajaye khani padti hain. 

Anubhaw: Mujh aatma ki ek loukik beti hain jo bahut hi pareshan kar rahi thi, padhai nahi kar rahi thi aur. Main yog karke aur gyan manan karke usee padhate gaya tha, lekin waha itna halchal macha hua tha ki main bhul gaya ki main aatma. Smriti se nikala aur mere muh se ek negative word nikal gaya. Phir mujhe turant realize ho gaya aur maine uss aatma se mafi mangi. 

Aaj ki murli me baba bole the ki aapne ko aatma mat bhulna. Aur yeh anubhaw hua mujh aatma ko. Isliye baba murli me bole ki kuch bhi karam karo, aapne ko aatma samjh kar aur nimit ban kar karo. Karane wala kaun hain, unki smiriti rakhkar karo. Tab koi galti nahi hogi aur koi ahankar bhi nahi aayega. Aur Kaam ko baba ki sewa samjhkar karoge toh kaam kaisa bhi hoga baba sambhal lenge. Isliye kahte hai karam karo, phal ki chinta mat karo.

Aaj baba yaad(yog) ke points samjha rahe hai ki aapne ko aatma samjh mujhe yaad karne se karmatit sthithi aati hai. Aur tabhi tumeh swarg ka passport milta hain. Isliye hamesha aatma samjh kar mujhe yaad karo. Hame yaad me rahna hai nahi toh swarg ka passport nahi milega. Apne pocket me lakshmi-narayan ka photo rakho taki nasha chhade aur baba yaad rahe.

कैसे भी करके याद जरूर करो, इसमें बाबा क्या कृपा करेंगे। याद तुमको करना है, वर्सा तुमको लेना है।

63 जन्म बाप को याद किया है, बस हमारा तो एक बाप दूसरा न कोई। 

धारणा के लिए मुख्य सार:-

1) स्वर्ग में जाने का पासपोर्ट लेने के लिए बाप की याद से अपने विकर्मों को विनाश कर कर्मातीत अवस्था बनानी है। सज़ाओं से बचने का पुरूषार्थ करना है।

2) ज्ञानवान बन सबको रास्ता बताना है, चैतन्य लाइट हाउस बनना है। एक आंख में शान्तिधाम, दूसरी आंख में सुखधाम रहे। इस दु:खधाम को भूल जाना है।

वरदान:-

अपने डबल लाइट स्वरूप द्वारा आने वाले विघ्नों को पार करने वाले तीव्र पुरूषार्थी भव

आत्मिक ज्योति स्वरूप और निमित्त भाव के डबल लाइट स्वरूप द्वारा सेकण्ड में हाई जम्प दो

विघ्न रूपी पत्थर को तोड़ने में समय नहीं गँवाओ। जम्प लगाओ और सेकण्ड में पार हो जाओ। थोड़ी सी विस्मृति के कारण सहज मार्ग को मुश्किल नहीं बनाओ।

जिस नज़र से बापदादा वा विश्व आपको देख रही है उसी श्रेष्ठ स्वरूप में सदा स्थित रहो।

स्लोगन:-

सदा खुश रहना और खुशी बांटना-यही सबसे बड़ा शान है।

Om Shanti
Thank You Baba
Mitha Baba, Pyara Baba, Mera Baba

Check out this posts:

Rajyoga Meditation To Cure Five Biggest Disease

GSEHealth.com Managing stress Tips and Tricks

Achieving happiness through rajyoga meditation



No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.