Amazon

Nashtomoha Smrtisvaroop - नष्टोमोहा स्मृतिस्वरूप - The Last Paper Question

Nashtomoha Smrtisvaroop - नष्टोमोहा स्मृतिस्वरूप - The Last Paper Question

Yeh antim paper ka question, jo baba ne out kar diya hain. Hame check karna hain, ki hamara kha kha moh hain.

Baba ne kha hain, "Nimit hain, jo mila, jaisa mila, jaha bithayege, jo khilayege, jo karayege wahi karege. yeh pahla-pahla sabhi ka wayda hain"

List of 28 baten(Sone ki mahin zanzire) - jisko baba ne second me chhodne ko kha hain.

1.Mera Centre - Nahi - Baba ka centre

2. Mere Student - Nahi - Bebe Ke Students

3. Mere zigyasu - Nahi - Baba ke Zigyasu

4. Mere Madadgar - Nahi - Baba ke Madadgar

5. Mere Ananya - Nahi - Baba ke ananya

6. Mere Sewa Sathi - Nahi - Baba Ke Sewa Sathi

7. Mere Rishte - Nahi - Baba Ke Rishte

8. Meri Area - Nahi - Baba ki Area

9. Mera Yahi Sthan - Nahi - Baba Ka Sthan

10. Mera Naya Makan - Nahi - Baba Ka Naya Makan

11. Mere Bahut Centres - Nahi - Baba Ke Bahut Centres

12. Meri Chiz-Vastu - Nahi - Baba Ki chiz-vastu

13. Mere Sarwa Sadhan - Nahi - Baba Ke Sarwa Sadhan

14. Meri Madogari - Nahi - Baba ki Madogari

15. Meri Dyuti - Nahi - Baba ki Dyuti

16. Mera Hi Kaam - Nahi - Baba Ka Kaam

17. Meri Jimmewari - Nahi - Baba ki Jimmewari

18. Mera Daftar - Nahi - Baba ka Daftar

19. Mera Hi Adhikar - Nahi - Baba ka Adhikar

20. Mera Kamra - Nahi - Baba Ka Kamra

21. Meri Khatiya - Nahi - Baba Ki Khatiya

22. Meri Almari - Nahi - Baba Ki Almari

23. Meri Visheshta - Nahi - Baba Ki Visheshta

24. Mera Gunn - Nahi - Baba Ke Gunn

25. Mera Sewa - Nahi - Baba Ki Sewa

26. Main Hi Kar Raha Hu - Nahi - Baba Hi Kara Raha hain

27. Meri Teacher - Nahi - Baba Ki Bachi(Teacher)

28. Mera Sharir - Nahi - Baba Ka Sharir


29. Mera Bike - Nahi - Baba Ka Bike

30. Mere Bache - Nahi - Baba Ke Bache

31. Mera Ghar - Nahi - Baba Ka Ghar

32. Mera Laptop - Nahi - Baba Ka Laptop

33. Mera Pen - Nahi - Baba Ka Pan

32. Mera Batch - Nahi - Baba Ka Batch

33. Mera Dairy - Nahi - Baba ka Dairy

34. Mera Pencil - Nahi - Baba ka Pencil

35. Mera Printer - Nahi - Baba ka Printer

36. Mera Book - Nahi - Baba Ka Book

37. Mera Business - Nahi - Baba ka Business

38. Mera Cooler - Nahi - Baba ka Cooler

39. Mera Fan - Nahi - Baba Ka Fan

40. Mera Kitchen - Nahi - Baba Ka Kitchen

41. Mera Kanghi - Nahi - Baba ki Kanghi

42. Mera File - Nahi - Baba Ka File

43. Meri Dawa - Nahi - Baba ki dawa

44. Mera Kapra - Nahi - Baba ka Kapra, baba ne diya

45. Mera rumal - Nahi - Baba ka Ruman, baba ne diya

46. Mera ring - nahi - baba ka ring

47. Mera Juta - Nahi - Baba ka juta

48. Mera book - nahi - baba ka book

49. Mera Swabhaw - Nahi - Baba ka Swabhaw

50. Mera Sanskar - Nahi - Baba ke Sanskar

51. Meri Rahan-Sahan - Nahi - Baba ke Rahan-sahan

52. Meri Aadat - Nahi - Baba Ke Aadat

53. Aaram Se Rahna - Nahi - Baba jaise rakhege

54. Aaaram se khana - nahi - baba jo khilayege, jaise khilayege

55. Aaram se chalna - nahi - baba jaise chalayege, jaha le jayege

56. Mera Chappal - Nahi - Mere Baba Ka Chappal

57. Mere Sambandh - Nahi - Mere Baba Ka Sambandh

58. Mera Rishta - Nahi - Mere Baba Ka Rishta


"Achanak order denge aa jao, bas.



Brahma Kumaris Mega Kitchen || Ek Bharat Shreshtha Bharat || DD News || Manish Bajpai

Brahma Kumaris Mega Kitchen

Bhojan Ka Mann Par Prabhaw

Bhojan Banate Samay Kya Soche

Mann Ka Prabhaw Bhojan Par Kaise Padta Hain

Jaisa Aann Waisa Mann

Brahma Kumaris Satvik Food

Bhojan Kis Bhaw Se Banaya Jaye

Bhojan Banane Se Pehle Ki Sawdhaniya

Bhagwan Ki Yaad Me Bhojan Banane se Kya hota hain?

Bhojan Ke Vibrations

Bhojan Ke Prakar - Satvik, Rajsik, Tamsik



 Brahma Kumaris Mega Kitchen || Ek Bharat Shreshtha Bharat || DD News || Manish Bajpai







About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.