Amazon

Brahma Kumaris Murli Manthan 26 June 2020

Brahma Kumaris Murli Manthan 26 June 2020

"मीठे बच्चे - तुम अभी श्रीमत पर साइलेन्स की अति में जाते हो, तुम्हें बाप से शान्ति का वर्सा मिलता है, शान्ति में सब कुछ आ जाता है''

Mithe Bacche, Pyare bacche, baba kahte hai tum mere ladle bacche ho, baap ko kyo bhul jate ho. Swayang Baap tumhara sathi hain. Baba kahte hain tum abhi srimat par silence ki ati me jate ho, tumeh baap se shanti ka varsha milta hain. 

Dekhiye, charo taraf kitna aashanti ki dunia hai, shanti kaise ho, shanti kaise ho? Charo taraf log shanti hi shanti ki khoj me na jane kya kya kar rahe hain. Baba kahte hain bacche tum khud baap aakar sahaj rajyog sikhate hain aur ham baccho ko rajyogi lifestyle sikhate hain. Aur hamare life me shanti hi shanti bhar dete hain. 

प्रश्नः-

नई दुनिया की स्थापना का मुख्य आधार क्या है?

उत्तर:-

पवित्रता। बाप जब ब्रह्मा तन में आकर नई दुनिया स्थापन करते हैं तब तुम आपस में भाई-बहन हो जाते हो। स्त्री पुरूष का भान निकल जाता है। इस अन्तिम जन्म में पवित्र बनते हो तो पवित्र दुनिया के मालिक बन जाते हो। तुम अपने आपसे प्रतिज्ञा करते हो हम भाई बहन हो रहेंगे। विकार की दृष्टि नहीं रखेंगे। एक दो को सावधान कर उन्नति को पायेंगे।

Aaj baba hame bahut hi gahri baat bata rahe hai, jo iss dunia me koi bhi nahi batayega. Gyan alag chiz hai aur gyan ko apne zindagi me practical me lana alag chiz hain. Yaha ham brahma kumaris me sabhi brahman vatsa gyan ko practical jeevan me dharan karte hain aur sabse pehle khud me parivartan karte hain. Aur Nar se sri narayan aur nari se sri lakshmi bante hain. Ham baba ke mithe bacche hain. Aur jab ham aisa parivartan apne zindagi me late hain, patit se pavitra bante hain. toh wo pavitra ki khusbu pure vatawaran me failti hain aur pura vatawaran sugandhit ho jata hain. Isliye baba kahte hian mithe bacche iss gyan dwara tumhare apne sharir ka bhan bhi nikal jata hain. Iss sharir ke bhan me aane se hi toh sare vikar pravesh kar jate hain. Jab sharir ka bhan hi nahi rahega toh ham devta ban jayege. Isliye baba kahte hain tum sab aatma ho aur aatma aatma bhai bhai ho. Issi smiriti me raho toh tumahre janam janam ke pap khatam honge. Tum pavitra ban jayege. Vikar drishti vriti sab khatam ho jayege.

गीत:-

जाग सजनियां जाग...

धारणा के लिए मुख्य सार:-

1) यह समय बहुत वैल्युबुल है, इसे फालतू की बातों में गंवाना नहीं है। कितने भी तूफान आयें, घाटा पड़े लेकिन बाप की याद में रहना है।

2) तमोप्रधान से सतोप्रधान बनने का ही चिंतन करना है, और कोई चिंतन न चले। हम सो, सो हम की छोटी सी कहानी बहुत युक्ति से समझनी और समझानी है।

वरदान:-

दातापन की भावना द्वारा इच्छा मात्रम् अविद्या की स्थिति का अनुभव करने वाले तृप्त आत्मा भव

सदा एक लक्ष्य हो कि हमें दाता का बच्चा बन सर्व आत्माओं को देना है, दातापन की भावना रखने से सम्पन्न आत्मा हो जायेंगे और जो सम्पन्न होंगे वह सदा तृप्त होंगे। मैं देने वाले दाता का बच्चा हूँ-देना ही लेना है, यही भावना सदा निर्विघ्न, इच्छा मात्रम् अविद्या की स्थिति का अनुभव कराती है। सदा एक लक्ष्य की तरफ ही नज़र रहे, वह लक्ष्य है बिन्दू और कोई भी बातों के विस्तार को देखते हुए नहीं देखो, सुनते हुए भी नहीं सुनो।

स्लोगन:-

बुद्धि वा स्थिति यदि कमजोर है तो उसका कारण है व्यर्थ संकल्प।

Aaj murli ke baad dadi jee ne ham baccho ko gyan vardano ki varsha karte hue bahut bharpur kiya. Jarur sune...



No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.