Amazon

Brahma Kumaris Murli Manthan 30 June 2020

Brahma Kumaris Murli Manthan 30 June 2020

"मीठे बच्चे-तुम अभी पुजारी से पूज्य बन रहे हो, पूज्य बाप आये हैं तुम्हें आप समान पूज्य बनाने''

Aaj baba bole mithe bacche Tum bacche pujya the phir pujari ban gaye bhakti me. Ab phir pujya baap aaye hai tumeh phir se pujya banane. Phir 84 ka chakra aa jata hain. Baba kahte hain, tum hi pujye aur tum hi pujari bante ho. Phir se main tumeh pujya banate ho.

Koi aur aisa pujya nahi bana sakta hain. Ham pujari ban gaye the, aur khub bhagwan ki khoj me bhatak rahe the. Baba ne hame chun liya. Aur ab hame baba mila aur aab manjil ki aur aage badh rahe hain. 

प्रश्नः-

तुम बच्चों के अन्दर कौन-सा दृढ़ विश्वास है?

उत्तर:-

तुम्हें दृढ़ विश्वास है कि हम जीते जी बाप से पूरा वर्सा लेकर ही छोड़ेंगे। बाबा की याद में यह पुराना शरीर छोड़ बाप के साथ जायेंगे। बाबा हमें घर का सहज रास्ता बता रहे हैं।

Ham bacche, issi sharir me rahte hue, sare karam bandhano ko chuktu karke baba ke sath ghar chale jayege. Aur issi sharir me baba se pura varsha lekar hi chhodege. Yahi sharir last hai iske baad ham aatma apne ghar chale jayege. Baba hame bahut hi sahaj rasta bata rahe hain.  Ab hame ghar jana hai. Yeh antim ghadi hain.

Baba kahte hain, apne ko aatma nishchay kar sake tabhi baap ko jaan sake. Bina aatma nishchay kiye aap bhagwan ko nahi jan sakte.

Baba kahte hai ki main kalp kalp sangam par aata hu, yeh koi nayi baat nahi hain, Har kalp me aisi hi aate hain. Ek second bhi aage piche nahi hota.

Vinash ke liye sare samagri tayar ho rahi hain,  Jab study puri hogi toh. Jab vinash ki puri samagri jamna ho jayegi toh sthapna puri ho jayegi.

गीत:-

ओम् नमो शिवाए..........

धारणा के लिए मुख्य सार:-

1) साक्षी हो अपने को देखना है कि हम कहाँ तक पुरूषार्थ करते हैं? चलते फिरते, कर्म करते कितना समय बाप की याद में रहते हैं?

Check and change, attention, bhulna nahi hai. Jaise school teacher padhate hain, toh wo attention rakhte hai ki kaun baccha padh raha hai aur kaun nahi. Koi nahi padhta hai toh usse turant bulate hain aur samjhate hain ya phir usse pitai bhi lagti hain. Issi tarah real life me ki kaun bacche ko kya part mila hain usse sabhi chiz sakshi hokar dekhna hai. Ki Srimat ka palan ho raha hai ki nahi. Phir usse hame check karke turant change kar dena hai. Jaise srimat hai ki hame tivra purushart karna hai aur purushart me alash alvelapan nahi karna hai, toh checking me yeh pata chala ki alash aaya, turant use dur kar dena hai. 

2) इस शरीर से कभी भी तंग नहीं होना है। इस शरीर में ही जी करके बाप से वर्सा पाना है। स्वर्गवासी बनने के लिए इस लाइफ में पूरी स्टडी करनी है।

वरदान:-

मास्टर रचयिता की स्टेज द्वारा आपदाओं में भी मनोरंजन का अनुभव करने वाले सम्पूर्ण योगी भव

मास्टर रचयिता की स्टेज पर स्थित रहने से बड़े से बड़ी आपदा एक मनोरंजन का दृश्य अनुभव होगी। जैसे महाविनाश की आपदा को भी स्वर्ग के गेट खुलने का साधन बताते हो, ऐसे किसी भी प्रकार की छोटी बड़ी समस्या व आपदा मनोरंजन का रूप दिखाई दे, हाय-हाय के बजाए ओहो शब्द निकले - दु:ख भी सुख के रूप में अनुभव हो। दु:ख-सुख की नॉलेज होते हुए भी उसके प्रभाव में न आयें, दु:ख को भी बलिहारी सुख के दिन आने की समझें-तब कहेंगे सम्पूर्ण योगी।

स्लोगन:-

दिलतख्त को छोड़ साधारण संकल्प करना अर्थात् धरनी में पांव रखना।

No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.