Amazon

Spiritual Significance Of Eid al-Fitr

Spiritual Significance Of Eid al-Fitr

Eid al-Fitr Ki Sabhi Ko Bahut Bahut Badhai



I want to share my own experience and feeling about this pure festival from this blog post. In this blog post, I am going to share my experience and want to know answer about the following questions like, why do we celebrate Eid al-Fitr and what is the significance of this pure festival?, what do we do in this day? how do we celebrate this festival etc?

First of all, we will check the information in wiki page and know about this festival.

According to Wiki

Eid al-Fitr also called the "Festival of Breaking the Fast", is a religious holiday celebrated by Muslims worldwide that marks the end of the month-long dawn-to-sunset fasting of Ramadan. This religious Eid is the first and only day in the month of Shawwal during which Muslims are not permitted to fast. The date for the start of any lunar Hijri month varies based on when the new moon is sighted by local religious authorities, so the day of celebration varies by locality.

Eid al-Fitr was originated by the Islamic prophet Muhammad. According to certain traditions, these festivals were initiated in Medina after the migration of Muhammad to Mecca. Anas, a well-known companion of the Prophet, narrated that, when the Prophet arrived in Medina, he found people celebrating two specific days in which they entertained themselves with recreation and merriment. At this, the Prophet remarked that the Almighty has fixed two days of festivity instead of these for you which are better than these: Eid al-Fitr and Eid al-Adha.

Special celebratory dishes in India include Lachcha or sivayyan, a dish of fine, toasted sweet vermicelli noodles with milk and dried fruit (Sheer khurma).

Significance of Eidul Fitr - The Nation

Significance: Its significance is purely spiritual. It is the day when the Muslims thank Allah for having given them the will, the strength and the endurance to observe fast and obey His commandment during the holy month of Ramadhan. Eid-ul-Fitr is the perfect occasion.

Significance of Eidul Fitr - Indian Express

Eid ul-Fitr is an auspicious festival celebrated by Muslims all around the world. The occasion marks the end of the Islamic holy month fasting of Ramadan. It is believed that Prophet Muhammad got the first revelation of the Holy Quran in this month.

What message does Eid ul Fitr give us? - United Nations

Eid Mubarak. Eid al-Fitr is a time for forgiveness, kindness, and compassion. These qualities are the essence of Islam. Eid is a time of joy and celebration; a time to make peace with all neighbors, relatives and friends, and resolve differences.

My Manthan On Eidul Fitr

Namaskar bhaiyon aur bahno, main bk ravi kumar. Main soch raha hu aaj aur Eid par manthan kiye ja raha hu. Itna pavitra festival. Sabhi pure souls lagbhag ek mahine ramjan rakhne ke baad Eid celebrate karte hain. Kha jata hai Pavitrata sukh aur shanti ki janni(mother) hain. 


Check out these:

The Spiritual Significance Of Ramadan
अपवित्रता क्या हैं?

Itna pavitrata, holyness ko follow karte hue ek mahina ho chala hai aur sabhi pure souls eid ko celebrate karne ke liye tayar hain. Sabhi bahut utsahit hain. Eid ki tayari toh sabhi puri saal karte hai. Special shopping karte hai, naye kapre silate hain. Islam dharam me yeh tayohar bada hi pavitra mana jata hain. Aur bahut hi special parv hain. Sabhi log bade utsah aur khushi se yeh tayohar manate hain. 


Mujh soul ka manthan chala ki yeh tayohar pavitrata ko celebrate karne ka tayohar hain. Log pavitra jeevan jite hai aur pavitrata ko apne life me follow karte hain. Eid al-Fitr is a time for forgiveness, kindness, and compassion.


Jab hamare ander pavitrata(holyness) aati hain, toh apne aap hi sukh, shanti, anand, forgiveness, kindness, compassion, honesty, ruhani love, shakti, gyan sab apne aap hi aate jate hain aur wyakti safalta ko prapt hota jata hain. Aur usse swyang bhagwan se darshan ho jata hain. Wo wyakti bahut hi jyada gunn wala hota hain. Unme bahut gunn hote jate hain. Aur wo wyakti kabhi kisi ko mansa, wacha, karmana dukh nahi de sakta hain. Wo wyakti bhagwan ke jaisa banta chala jata hain. Kyoki holyness sabse bada gunn hain bhagwan, god, allah ki. Bhagwan pavitrata ke sager hain. Unse ham yeh gunn le sakte hai aur pure sanskar me vibrations faila sakte hain. Pure sansar ko abhi shanti ki jarurat hain. Aur ham nahi shanti denge toh kaun dega.

Toh yeh tayohar shanti aur prem ka suchak hain aur bahut hi jyada khusi aur pyar ka tayohar hai. Log isse bahut khusi se manate hain. Bharat me ekta hain. Sabhi dharmo ke log iss tayohar me ek sath hote hain aur ek dusre ko badhai dete hain. Kya Hindu, Kya sikh, Kya ishai sabhi apne muslim friends ke ghar jate hai aur maje se sewaiya khate hain aur gale milte hain. Tayohar sabhi ko ek dusre se najdik lata hain.

Lekin jab ham ek mahine pavitra rah sakte hain toh bhagwan kahte hain hamesha hi pavitra rah sakte hain. Bhagwan aate hain iss dharti par dukh ka nash kar sukh dene. Apavitrata(narak, hell) hata ke pavitra rajya(swarg, heaven, garden of allah, paradize) banane. Jab ham pavitra rahege aur pavitra raste par chalege tabhi yeh sambhaw hoga.

Pura ramjan ka mahina log upwas(fast) rakhte hain. Bahut sare niyamo(disicipline) ka palan karte hue log iss ramajan ka fast rakhte hai. India me toh bahut garmi padti hai phir log utsahit rahte hai. Bahut sare bacche bhi rakhte hain. Last me chand dikhne ke baad Eid-al-Fitr ka pavitra din aata hai aur log apna fast todte hai. Iss din fast nahi, balki khub aache aache pakwan khate hain, naye kapre pahante hain, Allah ko yaad karte hai, sab ek dusre ke gale lagte hain, dua dete hain, aur khusiyan manate hain.

Eid Al Fitr is also celebrated to pay respect to Allah for providing the strength and endurance during the month long fasting rituals.

Eid Al Fitr celebrate karte hai log pure ek mahine kada upwas rakhne ke baad aaj ka din celebrate karte hai aur Allah ko dhanyawad dete hai. Allah ne hame itna strength diya ki ham itna long fasting rakh sake. And the most important thing is Zakat or giving of alms. See the greatness, we give some parts of our income to poors. This is the great practice which collects lots of blessing(dua). There is the great importance of giving of alms in the whole world in every religions.

As one of the five pillars of Islam, Zakat or giving of alms to the poor is also practiced on Eid.

Yeh tayohar hame bahut bada sandesh deta hain ki ham hamesha sahi raste par chale. Par check karte hain ham apne apne life me, kya ham aisa karte hain? Kya ham ek dusre se naraj hote hain? Kya ham kisi ke bare me negative sochte hain? Kya hamare ander kam, krodh, lobh, moh aur ahankar hain? Agar hai toh hame sochna hoga ki hamne iss tayohar se jo sikha hai usse follow kab karege.

❖  ईद मुबारक  ❖

✪ भारत पर्वो का देश है ,यहाँ समय समय पर कोई न कोई पर्व मनाया ही जाता रहता है, हम जो भी पर्व  मनाते है उसके पीछे हमारी मनसा अपने और अपने परिवार की सुख शांति की होती है।

✪ आज पूरे देश मे ईद का पर्व बहुत ही धूम धाम से मनाया जा रहा है, ईद दुआएँ लेने और देने का त्योहार है, नूरे इल्लाही को प्रस्सन करने का त्योहार है।

✪ कुर्बानी का त्योहार है पर एक बात यहाँ सोचनीय है कि हमारी किस कुर्वानी से हनारा खुदा प्रसन्न होगा, पशुओँ की अथवा अपने पशुत्त्व समान संस्कारो की।

✪ हम कुर्वानी दे पशुओँ की और अपने अंदर के पशु समान संस्कारो को त्यागे ही नही तो क्या हमारे औऱ हमारे परिवार में खुशहाली हो जाएगी,  हम सुखी हो जाएंगे तो हम परम्परा से इस त्योहार को मनाते आये फिर भी आज दुखी क्यों है क्यों नही है हम सभी के जीवन में सुख शांति।

✪ वास्तव में हर पर्व के पीछे कोई न कोई आध्यत्मिक रहस्य छिपा होता है और जब तक हम उस आध्यात्मिक रहस्य को समझ कर उस पर्व को नही मनाएंगे हमारा पैसा ,हमारा समय बस यूं ही व्यर्थ जाएगा ओर हमे मनोवांछित फल की प्राप्ति कभी नही होगी।

✪ अतः आज आये हम सभी उस नूरे इल्लाही के सामने अपने अपने विकारो की कुर्वानी दे और बन जाये विल्कुल निर्विकारी और हो जाये खुद भी सुखी और कर दे दुसरो को भी सुखी क्योंकि हर दुख की वजह और कुछ नही हमारे विकार है।

न होगा विकार .....

न झेलेंगे दुख नाना प्रकार ....

◉ Facebook :

facebook.com/brahmakumarisdailymessages

Will Update more here...

Check out our contents which has been written in the remembrance of GOD.

How Can I Heal My Mind?

Sankalp Se Srishti

Rajyoga Meditation For All To Cure Five Biggest Disease

Aye Khuda | Eid Mubarak | AwakeningTV | BK Dr. Damini | Brahma Kumaris



No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.