Amazon

Brahma Kumaris Murli Manthan 28 May 2020

Brahma Kumaris Murli Manthan 28 May 2020

"मीठे बच्चे - देही-अभिमानी बन बाप को याद करो तो याद का बल जमा होगा, याद के बल से तुम सारे विश्व का राज्य ले सकते हो”

Aaj baba murli me bole, mithe bacche baap ko yaad karne se pehle abhi dehi abhimani sthithi banao, tab yaad ka bal jama hoga. Jama ka khata me pralabdh jama hogi. Baba ne murli me kha tha ki mithe bacche kitna yaad karte ho. 

Hisab check karo. Jama hota hai ki sab kharcha kar dete ho. Jitma jyada jama hoga utna khusi rahegi. Harshitmukh rahege. Jama nahi hoga toh naraj hote rahege. Abhi toh aatma samjh ke baap ko yaad karne se hi yaad ka bal jama hota hain. yeh yaad ka bal se hi ham sare viswa ka rajya le sakte hai. Baba hame brahmand ka mailk bana dete hain. Pure viswa ka rajyabhag de dete hain. Jitna pralabhdh yaha banayege utna hi waha milega.

प्रश्नः-

कौन-सी बात तुम बच्चों के ख्याल-ख्वाब में भी नहीं थी, जो प्रैक्टिकल हुई है?

उत्तर:-

तुम्हारे ख्याल ख्वाब में भी नहीं था कि हम भगवान से राजयोग सीखकर विश्व के मालिक बनेंगे। राजाई के लिए पढ़ाई पढ़ेंगे। अभी तुम्हें अथाह खुशी है कि सर्वशक्तिमान बाप से बल लेकर हम सतयुगी स्वराज्य अधिकारी बनते हैं।

Baba kahte hai ki bacche kabhi sapne me bhi socha tha ki iss ishwariya school me admission hoga aur iss school me padhege. Itna bada lakshya hoga. Nar se narayan aur nari se lakshmi banne ka. Kabhi khayal me bhi nahi socha tha. Jo sapne me bhi nahi sochi, aur baap me hame chun liya aur ham baap ke ban gaye. Yeh ab practical me ho raha hai. Ki Ham bacche baba ke ban gaye aur baba se direct padh rahe hain. 

Jo chiz kabhi expect nahi kiye wo baba pura kar rahe hai aur socho jo sankalp karte ho wo pura nahi hoga. Sankalp se srishti banti hain. Rajyoga sikhakar baba tumeh viswa ka malik banege. Ek ghar me ek bhai ke loukik mata jee kahti hai ki kitna dinbhar padhte rahta hai mobile me, din bhar baba baba karta hai. Itna koi dimag lagata hai. Bhai ne kha mata jee, loukik padhai din bhar baith kar padhta hai koi IAS aur IPS, doctor, engineer banne ke liye. 

Sochiye, itna bada padhai hai yaha bhagwan khud padhate hain. Aur yaha ishwariya vidyalaya me admission ho gaya. Itna bada lakshya hain ki ham lakshmi narayan ban rahe hai. Kabhi sapne me bhi nahi soche the ki ham itna bada lakshya lekar padhai padhege baba se. Baba khud padhate hain. Toh sochiye, itna bada lakshya hai yaha devi devta banne ka toh kitna padhai padhna chahiye. Kitna yog me rahna chahiye.

धारणा के लिए मुख्य सार:-

1) अपने आपको देखना है हम श्री लक्ष्मी, श्री नारायण समान बन सकते हैं? हमारे में कोई विकार तो नहीं है? फेरी लगाने वाले परवाने हैं या फिदा होने वाले? ऐसे मैनर्स तो नहीं हैं जो बाप की आबरू (इज्जत) जाये।


2) अथाह खुशी में रहने के लिए - सवेरे-सवेरे प्रेम से बाप को याद करना है और पढ़ाई पढ़नी है। भगवान हमें पढ़ाकर पुरूषोत्तम बना रहे हैं, हम संगमयुगी हैं, इस नशे में रहना है।

वरदान:-

रूहानी शक्ति को हर कर्म में यूज़ करने वाले युक्तियुक्त जीवनमुक्त भव

इस ब्राह्मण जीवन की विशेषता है ही रूहानियत। रूहानियत की शक्ति से ही स्वयं को वा सर्व को परिवर्तन कर सकते हो। इस शक्ति से अनेक प्रकार के जिस्मानी बन्धनों से मुक्ति मिलती है। लेकिन युक्तियुक्त बन हर कर्म में लूज़ होने के बजाए, रूहानी शक्ति को यूज़ करो। मन्सा-वाचा और कर्मणा तीनों में साथ-साथ रूहानियत की शक्ति का अनुभव हो। जो तीनों में युक्तियुक्त हैं वो ही जीवनमुक्त हैं।

स्लोगन:-

सत्यता की विशेषता द्वारा खुशी और शक्ति की अनुभूति करते चलो।

No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.