Amazon

The Spiritual Significance Of Nag Panchami

The Spiritual Significance Of Nag Panchami

Naag Panchami | Bk Laxmi Didi l Significance In Marathi | Brahma Kumaris




https://www.ndtv.com/india-news/nag-panchami-2020-date-time-puja-muhurat-significance-and-all-you-need-to-know-2268030



https://zeenews.india.com/hindi/religion/nag-panchami-2020-know-kaal-sarp-dosh-shanti-upay-shubh-muhurat-vrat-katha/716749


Om Shanti: the main ritual is offering milk to the Nag Devta or the snake god. Offering milk to snakes is an old tradition in India on panchami tithi and it is said that the ritual keeps evil away. Many also observe fast on that day. Food made with milk as a key ingredient is also offered as prashad to the god.

Why do we celebrate Nag Panchmi? Why is this festival celebrated?

Nag ko Devta? Taki Evil bhag jaye?

Panchmi ke din, puja and dudh pilana..

Bolta hai saaap ko dudh nahi pilana chahiye, mar jata hain, phir yeh parw?

Aise kuch aur bhi manthan hai jo hame karne hai jaise ki...

Kaha jata hai ki Snake sansar ke bade bade property ke rakhwale hote hain

Kaha jata hain ki Snake ke mathe par mani hote hain, jo raat me unhe roshni dikhate hain

Kaha jata hain ki Snake apne sathi ke hatyare ka badla lete hain.

Kaha jata hain, Bin Bajte hai snake nachne lagte hain. Spera bin bajata hai aur nag ko nachata hain.

BK Abhijeet Bhai Manthan sharing great knowledge experience

Yeh sab bhaktimarg hai...Shiv BABA LING RUP PUJA HOTA HAI..lekin BABA bindu swarup hai ...bindu me sindhu hai...Snake to hai..5 vikar ...aur Dehvan hone se Yeh mani - atma ka chamak chhip jata hai...isliye BABA bar bar bol rahe hai aaj mithe bachhe ...DEHI AVIMANI BANO...adhakalp deh snake samajhkar raha ..aab BABA mani o ko chamak de raha hai..gyan ka dudh pilakar iska hi yaadgar me dudh pilane ka rasam rakha hai.. Om Shanti

Main aatma jab deh bhan me aa jati hai jo 2500 saal tak ham rawan rajya me hote hain, aur deh bhan apne charam me rahta hai. Bhagwan kahte hain deh toh saap(snake) ke jaisa hain, jo hame kasth deta hain. Isliye jab bhagwan aate hain aur gyan murli bajate hain toh ham sab aatmao ko apna aur bhagwan ka parichay milta hain aur ham sab aatmao ki aatma ki light jal jati hain, jise baba mani hira kahte hain. Aur jab hamari budhi ki light jal jati hain tab ham dehi abhimani stage me hote hai aur sabko aatma dekhte hain. Vikaro ko baba snake hi bolte hain, in vikaro par vijay prapt kar lete hain toh snake bhi gale me lipat jata hain aur kuch nahi karta. Wo pure tarike se hamare control me hota hain. Shesh nag ne vishnu jee ko dikhaya gaya hai sote hue. Matlab shesh nag bhi pure tarike se vishnu jee ke control me hain. Unka bada snake dikhaya gaya hain. Yeh sab prathaye sangam me bhi banti hain jiska yaadgar me bhakti me nag panchmi manaya jata hain. Kisi ko kuch pata nahi hota.

Jaha tak snake ko dudh pilane ki baat hain, wo gyan dudh ki bate hain, jab baba aate hain toh hame gyan dudh pilate hain, usse baba kahte hain ki aajkal dudh me bhi mix hone laga hain. Matlab srimat me manmat mix hone lagta hain. Dudh bhi pani jaisa hota jata hain.

Baba kahte hain ki hamesha dehi abhimani stage me raho toh yeh vikar bhi aapke control me rahege. Aatma raja bankar apne karamindriyo par control karti hain. Aur phir yeh sharir bhi shital aur aatmik dipak jag jata hain.

Indian Rat Snake non venomous साथियों सांप दूध नहीं पी सकता है



No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.