Brahma Kumaris Murli Manthan 11 July 2020
"मीठे बच्चे - सदा एक ही फिक्र में रहो कि हमें अच्छी रीति पढ़कर अपने को राजतिलक देना है, पढ़ाई से ही राजाई मिलती है''
Aaj baba bole mithe bacche sada ek ki hi fikar me raho, ki hame aachi riti padhkar apne ko rajtilak dena hai. padhai se hi rajai milti hain. Baba kahte hai koi chiz ka fikar tum mat karo. Main baitha hu na. Isliye tum mere se bat karo. Yeh dukh ki duniya hain. Yaha tum sirf yahi fikar karo ki kaisa padhai padhna hain aur padhkar pavitra banna hai aur rajai pani hain.
प्रश्नः-
बच्चों को किस हुल्लास में रहना है? दिलशिकस्त नहीं होना है क्यों?
उत्तर:-
सदा यही हुल्लास रहे कि हमें इन लक्ष्मी-नारायण जैसा बनना है, इसका पुरुषार्थ करना है। दिलशिकस्त कभी नहीं होना है क्योंकि यह पढ़ाई बहुत सहज है, घर में रहते भी पढ़ सकते हो, इसकी कोई फीस नहीं है, लेकिन हिम्मत जरूर चाहिए।
Baba kahte hai mithe bacche, baccho ko kis hullas me rahna hai aur kabhi dilshikasht nahi hona hain. Hamesha yahi hullas(enthusiastic) rahe, umang rahe, ullas rahe ki ham kya ban rahe hai, nar se sri narayan aur nari se sri lakshmi ban rahe hai.
Hame inke jaisa banna hain. Hame kabhi dilshikasht(disheartened) nahi hona hain. Hame toh bus padhai, yaad, manan-chintan, vichar sager manthan, dharna, sewa par hi dhyan dena hai, padhai aache se karni hain. Fees bhi kuch nahi lagta hai, sab free hain. Kaun mila hai? kaun padha raha hain?
Toh batao himmat toh dikhani hogi na. Himmat ke ek kadam badhayege toh baap hazar kadam badhayege. Isliye hame padhai par pura pura dhyan dena hai? Maya tayar baithi hai exam lene ke liye, maya aati hi hain exam lene ke liye. Padh rahe toh exam toh dena hoga na, jo padhai thik se nahi karege unka exam me dil ka dhadkan tej ho jayega. Jo aache se padh rakhe honge, wo bahut aache exam denge aur top aayege. Exam me excellent layege.
गीत:-
तुम्हीं हो माता पिता तुम्हीं हो...
Baba kahte hain ki mahima toh sirf ek baap ki hai uske baad mahina suryawanshi devi devtao ki hain. Mul baat hai pawan banne ki, aur jiske liye baba hame padha rahe hain. Yahi mul bat hain. Jisse hame samjhna hai, pavitra jarur banna hain. Pavitrata par hi sara daromdar hain, pavitrata hi kho denge toh kuch nahi ho sakta. Samjhege ki iss kul ka nahi hain.
63 janam bahut pap karke baithe hain, mehnat karke apne sare papo ko bhasam karna hain. Baap ka bankar koi naya pap nahi karna hain, nahi toh sajay padamguna khani padegi.
Baba rachta aur rachna ka rahashya samjha rahe hai, jaise loukik me kha jata hain, kisi stri ki shadi hoti hain, phir baccha hota hain. Toh isse rachna kha jata hain. Rachna ki palna karte hain. Baba kahte hain, yaha bhi baap aate hain niche toh baccho ko adopt karte hain. Ham sab aatmaye Brahma dwara brahman bacche bante hain aur phir unko ma baap kaha jata hain.
Ham sab aatmao ki dunia hai paramdham, waha se ham aate hain niche part play karne. Waha phir se koi akele nahi ja sakta hain. Baap jab aaye lene tabhi ja sakte hain. Aise koi waha nahi ja sakta hain. Baap aate hain tabhi ham sab baccho ko apne ghar le jate hain.
Baba hame dharna karna sikhate hain aur srimat dete hain, biscope nahi dekhne. Jo bioscope dekhge wo toh pavitrata ka purusharth kar nahi sakte. Isliye isse dur rahe. Aaj kal ke kitne movie bante hain.
वैसे आगे तो 21 जन्म के लिए लिखते थे। अभी बाबा लिखते हैं 50-60 जन्म क्योंकि द्वापर में भी पहले तो बहुत धनवान सुखी रहते हो ना। भल पतित बनते हो तो भी धन बहुत रहता है। यह तो बिल्कुल जब तमोप्रधान बनते हैं तब दु:ख शुरू होता है। पहले तो सुखी रहते हो। जब बहुत दु:खी होते हो तब बाप आते हैं। महा अजामिल जैसे पापियों का भी उद्धार करते हैं।
बाप की याद में प्यार के आंसू बहाते हैं, वह आंसू मोती बन जाते हैं। अच्छा!
धारणा के लिए मुख्य सार:-
1) अपने लिए स्वयं ही पुरूषार्थ कर ऊंच पद पाना है। पढ़ाई से स्वयं को राज तिलक देना है। ज्ञान को अच्छी रीति धारण कर सदा हर्षित रहना है।
2) ज्ञान तलवार में याद का जौहर भरना है। याद से ही बंधन काटने हैं। कभी भी गन्दे बाइसकोप देख अपने संकल्पों को अपवित्र नहीं बनाना है।
वरदान:-
सदा एकान्त और सिमरण में व्यस्त रहने वाले बेहद के वानप्रस्थी भव
वर्तमान समय के प्रमाण आप सब वानप्रस्थ अवस्था के समीप हो। वानप्रस्थी कभी गुड़ियों का खेल नहीं करते हैं। वे सदा एकान्त और सिमरण में रहते हैं। आप सब बेहद के वानप्रस्थी सदा एक के अन्त में अर्थात् निरन्तर एकान्त में रहो साथ-साथ एक का सिमरण करते हुए स्मृति स्वरूप बनो। सभी बच्चों प्रति बापदादा की यही शुभ आश है कि अब बाप और बच्चे समान हो जाएं। सदा याद में समाये रहें। समान बनना ही समाना है - यही वानप्रस्थ स्थिति की निशानी है।
स्लोगन:-
आप हिम्मत का एक कदम बढ़ाओ तो बाप मदद के हजार कदम बढ़ायेंगे।

No comments:
Post a Comment