Amazon

Brahma Kumaris Murli Manthan 06 July 2020

Brahma Kumaris Murli Manthan 06 July 2020

"मीठे बच्चे - सदैव खुशी में रहो कि हमें कौन पढ़ाता है, तो यह भी मनमना-भव है, तुम्हें खुशी है कि कल हम पत्थर बुद्धि थे, आज पारस बुद्धि बने हैं''

Aaj Baba bole mithe bacche, tumeh toh yah nasha rahna chahiye bus ki tumeh kaun padhata hain. Loukik me teacher padhate hain toh waha bhi kuch banne ka nasha rahta hai ki koi doctor banega aur koi engineer. Yaha behad me bhi tumeh kaun padhata hain iska nasha rahna chahiye, yahi manmanabhaw hain. Tumeh khushi hona chahiye ki patthar se paras buddhi baba ne hame banaya hain. Hamari buddhi paras ban rahi hai. Baba ham baccho ki buddhi paras bana dete hain.

प्रश्नः-

तकदीर खुलने का आधार क्या है?

उत्तर:-

निश्चय। अगर तकदीर खुलने में देरी होगी तो लंगड़ाते रहेंगे। निश्चय बुद्धि अच्छी रीति पढ़कर गैलप करते रहेंगे। कोई भी बात में संशय है तो पीछे रह जायेंगे। जो निश्चय बुद्धि बन अपनी बुद्धि को बाप तक दौड़ाते रहते हैं वह सतोप्रधान बन जाते हैं।

Phir baba question kiye ki takdir khulne ka aadhar kya hain? Nishchay, agar takdir khulne me deri hogi toh langdate rahege. Udti kala nahi hogi. Jo Nishchay buddhi honge wo aache se padhai padege aur bahut teji se aage badhege. Yahi gyan hai ki hame aab ghar jana hain. Aur kahi nahi rukna hai, maya kitna bhi roke, aage badhte jana hai. Baap ki yaad ke chatrachaya me rahkar aage badhna hai. Maya kuch bhi nahi kar payegi. Jo sansay buddhi honge wo piche hi rah jayege, aur jo nishchay buddhi honge wo aage badhege aur bahut teji se aage badhege.

Baba kahte hai isse bada school koi hota nahi hain. Jaha baba paramdham se aakar khud padhate hain. Aur ham iss padhai se padhkar nar se sri narayan aur nari se sri lakshmi ban jate hain.

Baba se puchte hain ki kya kare baba baccho ko marna padta hai, baba kahte hain yeh koi puchne ki baat hain, yeh toh suksham pap hote rahte hain. Tumahre janam janam ke pap hai usse pehle bhasam karo. Deh abhiman me mat aao, apne ko aatma samjh baap ko yaad karo.

Baba kahte hai mithe bacche Jab tum bacche shanti ke sager ki yaad me rahte ho, toh tumhare me se shanti ke vibration automatically nikalte hain.

धारणा के लिए मुख्य सार:-

1) इसी डबल खुशी में रहना है कि अब मुसाफिरी पूरी हुई, पहले हम अपने घर शान्तिधाम में जायेंगे फिर अपनी राजधानी में आयेंगे।

2) सिर पर जो जन्म-जन्मान्तर के पापों का बोझ है उसे भस्म करना है, देह-अभिमान में आकर कोई भी विकर्म नहीं करना है।

वरदान:-

मन की स्वतंत्रता द्वारा सर्व आत्माओं को शान्ति का दान देने वाले मन्सा महादानी भव

बांधेलियां तन से भल परतंत्र हैं लेकिन मन से यदि स्वतंत्र हैं तो अपनी वृत्ति द्वारा, शुद्ध संकल्प द्वारा विश्व के वायुमण्डल को बदलने की सेवा कर सकती हैं। आजकल विश्व को आवश्यकता है मन के शान्ति की। तो मन से स्वतंत्र आत्मा मन्सा द्वारा शान्ति के वायब्रेशन फैला सकती है। शान्ति के सागर बाप की याद में रहने से आटोमेटिक शान्ति की किरणें फैलती हैं। ऐसे शान्ति का दान देने वाले ही मन्सा महादानी हैं।

स्लोगन:-

स्नेह रूप का अनुभव तो सुनाते हो अब शक्ति रूप का अनुभव सुनाओ।

Om Shanti
Thank You Baba

No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.