The Spiritual Significance of Guru Purnima
गुरु पूर्णिमा पर ब्रह्माकुमारीज विश्व आध्यात्मिक विश्वविद्यालय की राजयोगिनी दादी जानकी कहती हैं, "गुरु पूर्णिमा का मतलब है कि एक छात्र की नज़र में शिक्षक का स्थान उतना ही पूर्ण या संपूर्ण है जितना कि पूर्णिमा की रात चंद्रमा की पूर्णता है। गुरु पूर्णिमा को मनाने का उद्देश्य शिक्षक के प्रति विश्वास व्यक्त करना है। ”
The Spiritual Significance of Guru Purnima - Brahma Kumaris |
On the festival of Guru purnima, BK Madhu said that
The true Satguru is the Supreme Soul because the Supreme Soul is the guru of all Gurus. At the end of the Iron Age (kaliyuga) He fulfills three responsibilities. He gives sustenance in the form of a Father, He gives spiritual knowledge in the form of a Supreme Teacher and gives us liberation in the form of Satguru.No bodily being can grant us liberation as there is no one in this world who is perfect (complete) to give us liberation or liberation in life. Every one remembers the Supreme Soul for liberation.
The Supreme Soul only is our true Satguru who has the complete knowledge of the world and only that benefactor Satguru gives us liberation and liberation in life at the end of the iron age.
Guru wo jo hame purnima ke jaisa 16 kala sampuran, sampuran nirwikari aur sampann banaye. Wo Hame adhkar se prakash ki aur le jate hain. Guru(Guh + Ruh) - Matlab andkar se prakash, aatma(ruh) ki jyot jalane wala.
Sacha sacha sadguru toh hamare parampita parmatma, supreme soul, bhagwan hai jo hame kalyug rupi ratri se nikal satyug rupi din ki aur le jate hain. Wo aate hi hai jab iss dharti par pap ka samrajya ho jata hain, sabhi aatmaye kam, krodh, lobh, moh, ahankar vash pap kar rahi hoti aur dukh jhel rahi hoti.
Yaha tak ki dukh ke karan ka bhi pata nahi hota. Tab bhagwan aate hain sadguru bankar aur hame liberate karte hain. Inn panch vikaro se mukt kar dete hain. Loukik me waise toh bahut guru hain jo hame padhate hain, likhate hain, gyan dete hain aur sahi raste par chalne bolte hain. Phir bhi insan bhatak hi raha hota hain. Jab tak satuguru na aaye tab tak hame koi liberate nahi kar sakta.
Isliye bhagwan jo hamare teacher bhi hai, baap bhi hai, satguru bhi hai wo aate hai kalyug ke antt aur satyug ke shuru me Brahma ke tan ka aadhar lekar hame sacha sacha geeta gyan sunate hain. Aur hamare purane kharab sanskaro ke jail se chhudate hain. Aur hamre ander davi gunno ko dharan karate hain aur ham phir 16 kala sampuran bana dete hai, jise ham purnima kahte hain jisme chand pura gol dikhai padta hai.
Shankar jee ke mathe par toh chand hain wo aadha se bhi kam hota hain. Usse bhagwan, parampita parmatma purushart dwara pura gol bana dete hain aur phir ham jab sampuran nar se sri narayan aur nari se sri lakshmi ban jate hain. Aur swarg(satyug) me shuru me hamara janam hota hain jisse aaj baba ne kha ki 1-1-1 me aa jate hain.
Hamare elder brother Bk Sunny Dwara kuch vishesh vardani bol:
😊 आप सभी दैवी बहनों भाइयों को गुरु पूर्णिमा के पावन पर्व की बहुत-बहुत बधाइयां स्वीकार हो.
😊 सतगुरु बापदादा ने हम सभी बच्चों को मास्टर गुरु अवश्य बना दिया है.
😊 हम सभी सदा ही सीखने वाले हैं इसलिए हमारी जीवन में अनेक गुरु होते हैं.
😊 हम भी अनेकों के गुरु होते हैं.
😊 एक गुरु के लिए सबसे सहज होता है किसी को आशीर्वाद देना.
😊 एक गुरु के लिए सबसे कठिन होता है उसका कहना ना मानने वाले के प्रति भी सदा शुभ भावना रखना.
😊 -प्यारे बापदादा ने हमें यह सिखाया है कि 'जो कर्म हम करेंगे हमें देखकर और करेंगे' इसलिए हमारा हर संकल्प, बोल और कर्म उदाहरणमूर्त हो जिससे सर्व का जीवन श्रेष्ठ बन सके.
Salutations to the Supreme Guru | Guru Purnima | Awakening TV | Brahma Kumaris
Guru is the one who Guides us to successfully travel the journey of Life. On this Guru Purnima, gratitude to the Supreme Guru for igniting our minds and hearts with His pure Love and Divine Wisdom.
गुरु पूर्णिमा - आध्यात्मिक जागरूकता - बी.के. सूरज भाई जी
Related Post:
True Friendship – Sachha Dost
No comments:
Post a Comment