Amazon

Brahmakumaris Murli Manthan 14 July 2018

''मीठे बच्चे - बाप से जीवनमुक्ति का वर्सा प्राप्त करने के लिए माया के सर्व बन्धनों से मुक्त बनो, यहाँ के जीवनमुक्त ही वहाँ जीवन-मुक्ति पद पाते हैं''

Aaj baba ne kha ki yaha ager loukik dunia m ager sabhi bandhano se mukt hue tabhi waha aloukik dunia m bhi jevan mukati milegi. Hame yaha iss patit dunia m bhi ghar-grihasth me rahte hue sabhi bandhano se mukt rahna hai.

Baba ne kha ki yah gyan bij avinashi hai, ek baar kisi me pad gaya wo jarur pramdham jayega. ager kisi karan se wo bich m gyan chod bhi deta hai toh wo wapas jarur aayega. Kalp pahle wali aatma hai toh param dham jana hi hai.

Hame iss patit dunia m rahte hue, apne sare purane aur galat sanskaro ko khatam karna hai. Baba ne kha ki Meera bhi sri krishna ko pane ke liye pavitra bani thi. Log yaha iss patit dunia m bahut sare vikaro se grasit rahte hai. Yaha Iss Brahma kumaris ishwarya viswavidyalaya me hame Shiv Baba khud Rajyoga Sikhlate hai aur hame in vikaro ko purna rup se khatam karne ki takat dete hai.

Bahut se log vikaro ko khatam nahi kar pate, unke samne bahut se bahane hote hai. Yeh mante hai ki hame nirwikari banna hai lekin maya ke vash wo vikaro ko khatam nahi kar pate aur iss patit dunia m hi aashant ho jate hai.

Rajyoga - Geeta m bhi iss yog ka varnan hai. Iss yog ko karne se hamare sare pap bhasm ho jate hai aur hame 21 janmo tak sukhi jeevan milta hai. Shiv Baba hame badshahi dete hai. Hame satyug me jane ka aur uch pad pane ka avsar milta hai.

Isliye baba bolte hai ki iss patit dunia m rahte hue, MANMANABHAV ka sutra yaad rakhna hai, jo Geeta m bhi likha hua hai. Is mantra se hi hame Mukti aur Jeevan Mukti Milegi.

Baba bolte hai ki, jis prakar hame loukik main bhi padhai karte hai aur jo jitna ucch padhai karta hai usse utna ucch pad milta hai, thik ussi prakar hame alokik padhai main bhi, jo jitna uch padhai karta hai usse utna uccha pad milta hai, aur ham danav se devta bante hai.

गृहस्थ व्यवहार में रहते कमल फूल समान पवित्र रह राजयोग सीखना है। गॉड फादरली स्टूडेन्ट बनना है। इसका नाम ही है - ईश्वरीय ब्रह्माकुमार-कुमारियों का कॉलेज। 

धारणा के लिए मुख्य सार:-

1) सच्चा वारिस बनने के लिए सयाना बनना है, पढ़ाई को अच्छी रीति धारण कर नॉलेजफुल बनना है। बाप समान महिमा योग्य बनना है।

2) विजय माला में शिरोमणी बनने के लिए माया के बंधनों को काटते जाना है। बहुत-बहुत बहादुर बन पवित्र जरूर बनना है।

Baba ne kha ki hame yeh dharna karna hai ki baba ka saccha saccha varish banna hai aur padhai ko bahut aachi tarah se padhni hai aur first aana hai class main. Jistarah se shiv baba ki mahima hoti hai ussi tarah baba hame bhi banne bol rahe hai ki sab aapki bhi mahima kare.

Baba ne kha ki bahut bahut strong banna hai, maya kitna bhi pareshan kare, kabhi bhi dhila nahi padna hai. Maya ko bhaga dena hai. Ham baba ke ishwariya bacche hai. Maya hame chu bhi nahi sakti hai. Maya ke bandhano m nahi phasna hai aur mansa, vacha aur karmana pavitra jarur banna hai.

वरदान:-

छोटी-छोटी अवज्ञाओं के बोझ को समाप्त कर सदा समर्थ रहने वाले श्रेष्ठ चरित्रवान भव

जैसे अमृतवेले उठने की आज्ञा है तो उठकर बैठ जाते हैं लेकिन विधि से सिद्धि को प्राप्त नहीं करते, स्वीट साइलेन्स के साथ निद्रा की साइलेन्स मिक्स हो जाती है। 2-बाप की आज्ञा है किसी भी आत्मा को न दु:ख दो, न दु:ख लो, इसमें दु:ख देते नहीं हैं लेकिन ले लेते हैं। 3- क्रोध नहीं करते लेकिन रोब में आ जाते हैं, ऐसी छोटी-छोटी अवज्ञायें मन को भारी कर देती हैं। अब इन्हें समाप्त कर आज्ञाकारी चरित्र का चित्र बनाओ तब कहेंगे सदा समर्थ चरित्रवान आत्मा।

Baba bolte hai ham ahankar was ya maya ke bandhano m aakar choti choti bato m srimat ka palan nahi karte hai. Jaise hame aazya mili hai ki amritbela uthna hai aur yog jarur karna hai. Murli jarur padhna hai. Lekin ham bachhe kabhi kabhi maya ke vash yog miss karte hai aur murli bhi nahi padhte hai. Aisi choti choti awazya nahi karni hai aur charitrawan banna hail. Nindra ko jitne wala banna hai.

मीठे-मीठे सिकीलधे बच्चों प्रति मात-पिता बापदादा का याद, प्यार और गुडमॉर्निंग। रूहानी बाप की रूहानी बच्चों को नमस्ते।
हम रूहानी बच्चो को रूहानी बापदादा को पदमगुणा नमस्ते नमस्ते नमस्ते, सदा रहेंगे हॅसते, चलेंगे परमधाम के रास्ते, सुख देंगे सुख लेंगे, न दुःख देंगे न दुःख लेंगे, स्वमान में रहकर सबको सम्मान देंगे ||
दुआएं देंगे दुआएं लेंगे - ओम शांति

स्लोगन:-


सम्मान मांगने के बजाए सबको सम्मान दो तो सबका सम्मान मिलता रहेगा।



No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.