Amazon

Brahmakumaris Murli Manthan 18 July 2018

Brahmakumaris Murli Manthan 18 July 2018

“मीठे बच्चे - तुम बाप को याद करो, यही याद विश्व के लिए योगदान है, इसी से विश्व पावन बनेगा, बेड़ा पार हो जायेगा”

Aaj baba ne kha ki bacche tum hamesha baap ki yaad m raho yahi yahi pure viswa ke liye tumhara yogdan hoga. Issi se hi pura viswa pawan banega. Tum yogyukt hokar baba se pura pura varsa lekar pure viswa ko varsa dena hai baba ka. Pure viswa m positive vibration phailana hai. Isse Yog bhi saral hoga aur punya bhi bahut honge.

Aise log jinhe tum jante ho ya tumhare life m bahut muskile ho, padhai aachi nahi chalti ho, koi noukri nahi mil rahi ho, wo 10 minute shaktishali yog kare aur pure viswa ko vibration de. Bahut hi jaldi parivartan hoga. Tum aise logo ko jante ho unhe shaktishali vibration de baba se lekar. Tum bacche hi unki naiya par kar sakte ho. Man se bhi sewa ham kar sakte hai, dusre ko dua dekar, positive vibration dekar aur unko baba ka varsha dekar.

प्रश्नः-

किन बच्चों की सम्भाल अन्त समय में स्वयं बापदादा करते हैं?

उत्तर:-

जो बच्चे बहुत समय से कांटों को फूल बनाने की सर्विस में तत्पर रहते हैं। बाप के पूरे-पूरे मददगार हैं, ऐसे बच्चों की अन्त समय में बाप स्वयं सम्भाल करते हैं। बाबा कहते - मैं अपने मददगार बच्चों को वन्डरफुल सीन-सीनरियां दिखलाकर खूब बहलाऊंगा। वह अन्त में बहुत सुख देखेंगे। साक्षात्कार करते रहेंगे। 2- जिन्हें “एक बाप दूसरा न कोई” यह पाठ पक्का है, ऐसे बच्चों को ही बाप की मदद मिलती है।

Aise bacche jo dusre ko patit se pawan banane me, kanto se phul banane main, dusro ko madad karne me baba ke sahyogi bante hai, aise bacche ki sambhal baba khud karte hai.

EK BAAP DUSRA NA KOI
aaj baba ne hame punah swadarshan chakradhari bana rahe hai, vishnu ko swadarshan chakradhari dikhaya hua hai, raam ko kyo nahi, bhagwan raaam bhi toh vishnu ke avtar the.

Aaj ki hamare yahi practice rahegi ki aaj hame apna aur sabka part dekhna hai, kisko kya kya part mila hua hai aur unhe apna pura part pura karke apne asli ghar wapas jana hai.

Jisko chinta khud bhagwan kar raha ho, wo bhala apni chinta kyo kare.

मीठे-मीठे सिकीलधे बच्चों प्रति मात-पिता बापदादा का याद, प्यार और गुडमॉर्निंग। रूहानी बाप की रूहानी बच्चों को नमस्ते।
To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada. The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

धारणा के लिए मुख्य सार:-

1) बाप की याद में रहना है और सबको याद दिलाना है, यही दान करते रहना है। बाप पर बलि चढ़कर फिर ट्रस्टी हो सम्भालना है।

2) साक्षी हो हरेक एक्टर का पार्ट देखना है। हम पार्ट पूरा कर खुशी से वापस जा रहे हैं - इस स्मृति में सदा रहना है।

Aaj hame yah dharna karna hai ki hame hamesha baap ki yaad main rahna hai aur sabko yaad dilate chalna hai ki 'BABA YAAD HAI?'

Baap par pura pura trusty banna hai, kisi bhi chiz ki chinta nahi karni hai. Jab baba chinta karne wana hai toh hame kis baat ki chinta karna.

Aaj dinbhar issi smiriti me rahna hai ki harek ke part ko dekhna hai aur ham khusi khusi wo party nibha rahe hai aur pura karke ghar wapas ja rahe hai.

For example:

Ham car se kahi ja rahe hai road main aur piche se kisi ne car main takkar laga di, galti uski hai toh hame kya karna hai uss time. Galti uski. Hame usse chama kar dena hai aur uske part ko dekhna hai ki baba ne usse kya part diya hai aur usse bhi part pura karke ghar wapas jana hai. Ager ham aisi smiriti main rahege toh hame kabhi bhi dukh nahi hoga, ham hamesha khusi main nachte rahege baba ki yaad main.

वरदान:-

अपने मस्तक पर श्रेष्ठ भाग्य की लकीर देखते हुए सर्व चिंताओं से मुक्त बेफिक्र बादशाह भव

बेफिक्र रहने की बादशाही सब बादशाहियों से श्रेष्ठ है। अगर कोई ताज पहनकर तख्त पर बैठ जाए और फिकर करता रहे तो यह तख्त हुआ या चिंता? भाग्य विधाता भगवान ने आपके मस्तक पर श्रेष्ठ भाग्य की लकीर खींच दी, बेफिक्र बादशाह हो गये। तो सदा अपने मस्तक पर श्रेष्ठ भाग्य की लकीर देखते रहो - वाह मेरा श्रेष्ठ ईश्वरीय भाग्य, इसी फ़खुर में रहो तो सब फिकरातें (चिंतायें) समाप्त हो जायेंगी।

स्लोगन:-

एकाग्रता की शक्ति द्वारा रूहों का आवाह्न कर रूहानी सेवा करना ही सच्ची सेवा है।  

Aaj baba ne antim point main kha ki ham baccho ko sabhi dev devi aatmao ko bulana hai ki aao jao sabhi dev aatmao baba yaha aa chuka hai aur hampar gyan varsha kar raha hai. Khud paramita parmatma yaha aa chuke hai gyan varsha karne, tum bhi aa jao.

No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.