Amazon

Brahmakumaris Murli Manthan 21 July 2018

Brahmakumaris Murli Manthan 21 July 2018

Sweet children, when you die, the world is dead for you. To belong to the Father means to break the consciousness of the body. No one except the one Father should be remembered.

''मीठे बच्चे - आप मुये मर गई दुनिया, बाप का बनना अर्थात् देह-अभिमान टूटना, एक बाप के सिवाए और कुछ भी याद न आये''

Aaj baba ne kha ki ham kya the aur kya ban gaye hai, aur dekhte dekhte hai deh abhiman main aa gaye hai jiske karam hame bahut dukh ka samna karna pad raha hai. Charo taraf ashanti hi ashantiaa gayi hai. Ham Bhagwan ke ban gaye hai toh hamara deh abhiman tut chuka hai. Baba ke bante hai deh-abhiman bhag jata hai. Hame sirf or sirf ek baba ko yaad karna hai aur inke alawa kuch yaad nahi rahna chahiye.

Ham brahman bacche iss sangam yug main bahut hi important role aada kar rahe hai, hame baba ne vishesh srimat di hai, ham pavitra bante hai aur puri dunia ko pavitra banate hai. Baba ka parichay sabko dena hai. Ham bacche ager mare toh puri dunia hi mare hue ke saman hai.

प्रश्न:

अन्त का समय समीप देखते हुए कौन-सा स्लोगन सदा याद रखना है?

उत्तर:

''किनकी दबी रहेगी धूल में, किनकी राजा खाए........'' - यह स्लोगन सदा याद रखो क्योंकि अभी दु:ख के पहाड़ गिरने हैं, सबका मौत होना है। तुम बच्चे तो अभी बाप पर पूरा बलि चढ़ते हो, तुम्हारा सब-कुछ सफल हो रहा है। तुम एक जन्म बलि चढ़ते, बाप 21 जन्मों के लिए बलिहार जाता है। 21 जन्म तुम्हें लौकिक माँ-बाप के वर्से की दरकार नहीं। द्वापर से फिर जैसा कर्म वैसा फल मिलता है।

Baba ne kha ki yeh antim janam hai hame jaldi se purusharth karke safal hona hai aur dusro ko safal banana hai. Abhi antim samay main bahut kuch hona baki hai, vinash ka samay najdik hai. Hame pura pura bali chadhna hai aur apna sabkuch safal banana hai. Hame apne aap ko purusharth karke strong banana hai taki vinash ke samay baba ki hame madad mil sake. Jaisa karam waisa hi phal milna hai. Dwapar yug se hamare karam anusar hi phal milne shuru ho jate hai. Hame bahut soch samajh ke koi bhi karam karna hai, koi new account nahi banana hai, aur apne purane karmo ka khata chuktu karna hai.

Iss Dunia main charo taraf gandagi hi gandagi hai, charo taraf mahol dushit ho chuka hai. Isliye charo taraf dukh ashanti hai. Hame iss samay purushart karke apna man swachh karna hai aur baba ki sewa main lagna hai. Hame Pavitra banna hai.

Tan-man-dhan tino ko hi safal karna hai, koi bhi chiz wyarth main nahi gwana hai. Apne har sankalp ko swachh karna hai. Hame auro ko bhi dristi dekar dusro ko bhi aatmaik sthithi main lana hai aur logo ko bhi shanti ka daan karna hai.

Har sankalp ko mahan banana hai. Yeh hame daily murli sunne se hota hai.

धारणा के लिए मुख्य सार:

1) स्वराज्य के लिए बाप पर बलि चढ़ना है। एम-ऑब्जेक्ट सदा सामने रखनी है। पुरुषार्थ कर सूर्यवंशी बनना है।

2) बाप से जो ज्ञान का तीसरा नेत्र मिला है, वह सदा खुला रहे। माया की प्रवेशता न हो जाए इसका पूरा ध्यान रखना है। योग अग्नि से विकर्माजीत बनना है।

Aaj baba ne kha hai ki, hame divya drishti mili hai hame charo aur sabko aatmik dristi se hi dekhna hai.

Jis tarah se ham baraf ke paas baithe toh thandak lagegi, aur aag ke paise baithege toh garmi feel hogi waisi hi ham ager bhagwan ke paas baithege toh unke vibration se ham bhi shanti aur pavitra ke farishta ban jayege aur auro ko bhi bana payege.

वरदान:

संकल्प शक्ति द्वारा हर कार्य में सफल होने की सिद्धि प्राप्त करने वाले सफलतामूर्त भव!

संकल्प शक्ति द्वारा बहुत से कार्य सहज सफल होने की सिद्धि का अनुभव होता है। जैसे स्थूल आकाश में भिन्न-भिन्न सितारे देखते हो ऐसे विश्व के वायुमण्डल के आकाश में चारों ओर सफलता के चमकते हुए सितारे तब दिखाई देंगे जब आपके संकल्प श्रेष्ठ और शक्तिशाली होंगे, सदा एक बाप के अन्त में खोये रहेंगे, आपके यह रूहानी नयन, रूहानी मूर्त दिव्य दर्पण बनेंगे। ऐसे दिव्य दर्पण ही अनेक आत्माओं को आत्मिक स्वरूप का अनुभव कराने वाले सफलतामूर्त होते हैं।

स्लोगन:

निरन्तर ईश्वरीय सुखों का अनुभव करने वाले ही बेफिक्र बादशाह हैं।

Slogan:

Those who constantly experience Godly happiness are carefree emperors.

No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.