Amazon

Brahma Kumaris Murli Manthan 05-08-2020

Brahma Kumaris Murli Manthan 05-08-2020

"मीठे बच्चे - यह पुरूषोत्तम संगमयुग कल्याणकारी युग है, इसमें ही पढ़ाई से तुम्हें श्रीकृष्ण-पुरी का मालिक बनना है''

Baba, gyan ke sager baba, param pavitra, narak ko swarg banane wale. Satyug me ham baccho ko le jane wale. Hame double ahinsak banane wale baba kahte hain mithe bacche yah purushotam sagamyug kalyankari yug hain, hame baba padhai padha kar hi srikrishan puri ke malik banate hain. Padhai se hame swarg ke mailk banna hai. Yeh lakshya hain. Hame nar se sri narayan aur nari se sri lakshmi banna hain. Jab ham padhai padhege toh aisa ban sakte hain. Hame golden age me le jane wale, abhi jab bhagwan aate hain toh ham baccho ko koto me koi aur koi me bhi koi se chunte hain aur hame diamond bana dete hain. 

Om Shanti - Jai Sri Ram - Aaj aayodhya me sri ram mandir ka bhumi pujan sri narendra modi je ke hato se hona hain.


Purushotam, satya ke marg par hamesha chalne wale, pavitra aatma, wo ram aa gaye hai phir se ramrajya ki sthapna karne, jaha gharo me koi tala nahi lagata, charo taraf sukh hi sukh, shanti hi shanti koi pap nahi hota. Aise ramrajya me hame le jane wale nirakar Ram iss dharti par aa chuke hain.

Aur aakar satya dharam, ramrajya ki sthapna kar rahe hain. Hame unko pahchan kar, pavitra sita jee jaisa pavitra banna hai aur pavitra dunia ka malik banna hain. Hamesha stya ke marg par chalna. Sabhi devi devtao ko aisa param pavitra banane wale kaun hain? Ram jee bhi shiv jee ki puja kiye Rameshwaram me. Aur Sri Krishna bhi Gopeswar me shiv jee ki puja kiye. Sabhi devi devtao ki rachna karne wale, swyang parampita parmatma jo ham sabhi aatmao ko devi devta bana dete hain. Bhagwan kahte hain padhai se hi swarg ke malik banate hain. Toh hame apne bhagwan ko pahchanna hain aur unse pura pura varsha lena hain. Bhagwan aate hain toh hame rajyog sikhate hain aur kahte hain tum khud ko aatma samjh mujhe yaad karo toh tumare sare vikaram vinaash ho jayege. Manmanabhaw.


प्रश्नः-

बाप माताओं पर ज्ञान का कलष क्यों रखते हैं? कौन सी एक रिवाज़ भारत में ही चलती है?

उत्तर:-

पवित्रता की राखी बांध सबको पतित से पावन बनाने के लिए बाप माताओं पर ज्ञान का कलष रखते हैं। रक्षाबन्धन का भी भारत में ही रिवाज़ है। बहन भाई को राखी बांधती है। यह पवित्रता की निशानी है। बाप कहते हैं बच्चे तुम मामेकम् याद करो तो पावन बन पावन दुनिया के मालिक बन जायेंगे।

Aaj baba rakhi ke bare me batate hain aur kahte hian ki matao ke madhyam se hame rakhi bandhte hain aur sabhi aatmaye pavitrata ki pratigya karte hain. Baap ko yaad karne se hi aatmaye pavitra banegi.

गीत:-

भोलेनाथ से निराला........




धारणा के लिए मुख्य सार:-

1. इस पुरानी दुनिया मे रहते डबल अहिंसक बन योगबल से अपनी नई दुनिया स्थापन करनी है। अपना जीवन हीरे जैसा बनाना है।

2. बाप जो सुनाते हैं उस पर विचार सागर मंथन कर दूसरों को सुनाना है। सदा नशा रहे कि यह पढ़ाई पूरी होगी तो हम कृष्णपुरी में जायेंगे।

वरदान:-

व्यर्थ को भी शुभ भाव और श्रेष्ठ भावना द्वारा परिवर्तन करने वाले सच्चे मरजीवा भव


बापदादा की श्रीमत है बच्चे व्यर्थ बातें न सुनो, न सुनाओ और न सोचो। सदा शुभ भावना से सोचो, शुभ बोल बोलो। व्यर्थ को भी शुभ भाव से सुनो। शुभ चिंतक बन बोल के भाव को परिवर्तन कर दो। सदा भाव और भावना श्रेष्ठ रखो, स्वयं को परिवर्तन करो न कि अन्य के परिवर्तन का सोचो। स्वयं का परिवर्तन ही अन्य का परिवर्तन है, इसमें पहले मैं - इस मरजीवा बनने में ही मजा है। इसी को ही महाबली कहा जाता है। इसमें खुशी से मरो - यह मरना ही जीना है, यही सच्चा जीयदान है।

स्लोगन:-

संकल्पों की एकाग्रता श्रेष्ठ परिवर्तन में फास्ट गति ले आती है।

No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.