Amazon

Brahmakumaris Awyakt Murli Manthan 19 August 2018

Brahmakumaris Awyakt Murli Manthan 19 August 2018

संगमयुग - सहज प्राप्ति का युग

Sangamyug - Yeh Yug ke bare main jyada log nahi jante hai, kewal ham brahman bacche hi jan sakte hai. Yeh yug Satyug ke aarambh aur kalyug ke aant ka samay hota hai. Iss Yug main bhagwan vridh tan ka aadhar lekar ham baccho ko gyan aur rajyoga sikhlakar hame patit se pawan bana rahe hai. Sangam yug ka hi yadgar hi hai ki log bhakti main samgam m nahate hai.

Aaj ki awyakt murli main baba(shiv Baba, GOD Father, Satguru, Parampita) ne kha hai ki Sangamyug jo hai wo sahaj prapti ka yog hai, iss yug main hi ham baache avinashi gyan dhan ke kajane se bharpur ho sakte hai. Loukik main log garib hote hai aur crorepati bhi hote hai. Iss yug main Baba sabke sath rahamdil hote hai aur sabko gyan ek saman hi milta hai hai jaise surya se prakash. Chahe garib ho ya amir, sabko gyan milta hai aur jo aachi padhai karege unki tijori avinashi gyan khajane se bharta jayega aur unhe 21 janmo ka rajshashi milegi. Ham baccho ko gyan aur yog se apne purane sanskar badalne hai aur baap(God Father) saman banna hai.

V- सेवा के क्षेत्र में स्व-सेवा और सर्व की सेवा का बैलेन्स रखने वाले मायाजीत भव ------सर्व की सेवा के साथ-साथ पहले स्व सेवा आवश्यक है। यह बैलेन्स सदा स्व में और सेवा में उन्नति को प्राप्त कराता है इसलिए सेवा के क्षेत्र में भाग-दौड़ करते दोनों बातों का बैलेन्स रखो तो मायाजीत बन जायेंगे। बैलेन्स रखने से कमाल होती है। नहीं तो सेवा में बाह्यमुखता के कारण कमाल के बजाए अपने वा दूसरों के भाव-स्वभाव की धमाल में आ जाते हो। सेवा की भाग-दौड़ में माया बुद्धि की भाग दौड़ करा देती है।

S- अपनी विशेषताओं के बीज को सर्वशक्तियों के जल से सींच कर उन्हें फलदायक बनाओ।

No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.