Amazon

How To Become Like God: भगवान की तरह कैसे बनें

How To Become Like God?


भगवान की तरह कैसे बनें?

Aaj ki Avyakt Murli me Baba ne kha ki kaise ham Bhagwan ke saman ban sakte hain? Hame kya purusharth karna hai? Sab Baba ne aaj Gyan murli me kha. Ager ham Srimat par chale aur bhagwan ke khe maha vakyon ko follow karen toh ham jarur baap saman ban jayege.

आप श्रेष्ठ आत्माओं का हर दिन, हर समय उत्साह भरा उत्सव है। अज्ञानी आत्मायें स्वयं को उत्साह में लाने के लिए उत्सव मनाते हैं। लेकिन आप श्रेष्ठ आत्माओं के लिए यह ब्राह्मण जीवन उत्साह की जीवन है। उमंग, खुशी से भरी हुई जीवन है इसलिए संगमयुग ही उत्सव का युग है।

Baba Ne Kha bacche aap sab bhagwan ke ati snehi bacche, padmapadam bhagyashali ho jo purushart dwara pavitra ban rahe ho.

Loukik me bhi koi baccha nahi padhta hai toh usse pitai lagti hai tab wo thoda bahut padhta hai. Baba ne kha ki bacche hame jo itne janmo se pap karam kiye hai wo kaise chuktu hoga, yog se ya bhog(punish) dwara. Jab ham yog karte hai toh ek pavitra agni paida hoti hai usme hamare janam janam ke pap bhashm ho jate hain. Ager ham bhagwan ke diye hue srimat ka palan karte hai toh hamara jeevan pavitra banta jata hai aur hame dua milti hai. Ham punyaaatma bante jate hain. 

Mujhe kuch pata nahi tha, jab maine Brahma Kumaris Join kiye aur yaha 7 days ka free course kiya toh mujhe aatma gyan hua aur main bhi purushart karne lag pada. Dunia wale kahte hai ki hame toh sab pata hai, ham bhi toh khub bhakti karte hai. Kya koi parivartan aaya? Geeta me hath rakhkar kasam khate hai ki jo kahege sach kahege sach ke alawa kuch nahi. Lekin bolte kya hai?

Purusharth matlab ham kewal srimat par chalege, rawanmat par nahi. Aur yadi ham aisa karte hai toh ham bhi Bhagwan(Baap) saman bante jate hai aur ham devi-devta ban jate hai. Nar se Narayan aur Nari se Lakshmi.

May you become equal to the Father and become powerful by having the awareness of the highest Father, the highest self and the highest task.

No comments:

Post a Comment

About Me - BK Ravi Kumar

I am an MCA, IT Professional & Blogger, Spiritualist, A Brahma Kumar at Brahmakumaris. I have been blogging here.